Jaane Ye Kya Hua

Jaane ye kya hua, jaane ye kya hua
Hum dono ka yun milna, aise paas aana
Jaane ye kya hua, jaane ye kya hua
Ab har pal anjaana hai
Dekho hona hai aur kya
(Jaane kyun lagta hai, dheere se, haule se, geet koi dil hai gaa raha
Jaane kyun lagta hai, rab jaise, har lamha, har pal hai muskra raha) – 2
Tumhe hai ptaa maine pehli baar jo dekha tumhe
Mujhe ye lagaa, chahun bhi to kaise paa sakunga tumhe
Woh sapna tha ek din to, main hoon, tum ho, tum dheere se bolo
Tumko apna maana hai, dekho hona hai aur kya
Jaane kyun lagta hai, dheere se, haule se, geet koi dil hai gaa raha
Jaane kyun lagta hai, rab jaise, har lamha, har pal hai muskra raha

Kahoon kya bala, tumhi ko to main chahata hoon suno
Tumhe jo mila maine jana main bhi zinda hoon suno
Kahoon main kya tumko, main hoon, tum ho, bas itna sun lo
Tumpe koi deewana hai, hona hai aur kya
Jaane ye kya hua / Jaane kyun lagta hai, dheere se, haule se, geet koi dil hai gaa raha
Ab har pal anjaana hai
Dekho hona hai aur kya

Comments

Post new comment

  • Allowed HTML tags: <a> <em> <strong> <cite> <code> <ul> <ol> <li> <dl> <dt> <dd>
  • Lines and paragraphs break automatically.

More information about formatting options

User login

Coming soon

10 February
17 February
17 February
24 February
24 February
24 February