Pia Saanvara Tarsa Raha

Movie: 

Pia saanvara, pia saanvara
(Pia saanvara tarsa raha
Sajna mora tadapa raha) - 2
(Kahin door se deke kar sada) - 2
(Ulja raha mannwa mora) – 3
Pia saanvara

Meri aankh mein tera rang hai
Pia door hai par sang hai
Haan meri aankh mein tera rang hai
Pia door hai par sang hai
(Jogan bani main pyaar meinp) - 2
Pia baawara, pia baawara, ithla raha
Pia saanvara

(Nahi bookh mein, nahi pyaas mein
Meri shaam ki iss aas mein) - 2
(Iss shaam ka uss shaam se) - 2
Rishta koi batla raha, rishta koi batla raha
Pia saanvara, pia saanvara
Pia .. pia .. pia .. pia saanvara, saanvara, saanvara

Comments

Post new comment

  • Allowed HTML tags: <a> <em> <strong> <cite> <code> <ul> <ol> <li> <dl> <dt> <dd>
  • Lines and paragraphs break automatically.

More information about formatting options

User login

Coming soon

10 February
17 February
24 February
24 February
24 February